11 thoughts on “Akhiri Khwaish…

  • May 11, 2009 at 4:51 AM
    Permalink

    mushkil se padha jata hai…..par achha likha hai…uski aahat meri kabar par jalta diya buja degee

    Reply
  • May 11, 2009 at 4:52 AM
    Permalink

    itna kasht?? ye sifr kavita hai.. yaa sachmuch hi man k bhavon ki abhivayakti hai??

    Reply
  • May 11, 2009 at 10:28 AM
    Permalink

    “Mera reguzar inhee rahonpe
    shaamli hun dardme tere,
    “shamm” kee dua hai,
    koyi diya na bujhe
    jalee aake, khudke mazaarpe”

    Qabile tareef hai ye khoobsoorat rachnaa..
    shama

    Reply
  • May 12, 2009 at 4:27 AM
    Permalink

    sunder likha hai rajat ji,,,
    bahut badhiyaa,,,,,,

    Reply
  • June 10, 2009 at 4:50 AM
    Permalink

    "Maine intezaar kiya tha uska aakhri saans tak" Ultimate poetry, gumon ki charam seema pe pahunchna bhi ek tarah ki kamyaabi hai jise paana har kisi ke bas ki baat nahin. Apni saans ke aakhri saans hone ki khwahish hi sab kuchh bayan kar deti hai aur kuch kehne ko baaki hi kahaan rehta hai.
    Beutiful ….

    Reply
  • February 1, 2010 at 5:01 AM
    Permalink

    har sher me aah hai dard hai…dard ki intehaa hi likhne ko majboor kar dtei hai taki wo bahar a asake hai na??
    kahi aisa hai kya kuch…

    dard pe daad nahi deti me to is bar bhi nahi dungi
    baki apka blog dekh kar hardik khush hui…

    Reply

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *